بسم اللہ الرحمن الرحیم
صلی اللہ علیہ والہ وسلم
السلام علیکم
Milaad (میلاد) mana jaiz ha ya najaiz
Milaad manana jaiz ha ya najaiz hum is per behse q kare hum seb muslim hai hame aik ho ker rehna chahiye ager milaad manana hi chahte hai to milaad manane ka seb se behtreen tariqa ap salalaho alaehiwasallam per rabiul awal k mahine ma ziada se ziada darood perha jay aur her kam ap salalaho alaehiwasallam ki sunat k mutabiq kia jay ye itne ziada paise lagana koi maqsad nehi rakhta ager ap lagana bhi chahte hai to kisi ghareeb ki baiti ki shadi ker di jay wase bhi aj kel ye bohat ziada sawal uth raha ha ka milaad per itne ziada paise lagane se behter ha kisi ghareeb ko de diye jay ye sawal ameer ahle sunat hazrat ilyas qadri sab se bhi pucha giya tha ma ap ko manane wala ho ap ki bohat izat kerta ho laikin ap k pass bhi is ka koi jawab nehi tha ap ne ye jawab diya tha k madine ma itna paisa lagaya jata ha waha kitni jagho per bohat ziada sona wase hi laga diya ha to us ko bhi raka jay us paise se lakho bachiyon ki shadi ki ja sakti ha yaha per koi nehi bolta ap ki bat bilkul theik ha lakin hum jahan tak hum rok sakte hai waha se to roke agher isi paise se jo milaad k nam per kharch kiye jate hai kisi ghareeb ki 2 waket ki roti laga de to ap jis nabi salalo alaehiwasalm k liye seb kerte hai yo kitne khush ho ge aur wo ap ko kitni dua de ga ap soch bhi nehi sakteo ma bhi ail suni ho lakin ma apni koom ka kisi surat bhi nuqsaan nehi hone daina chahta ager ap meri bat se agree hai to please is ko ziada se ziada share kare ta k her musalman k concept clear ho jay.
0 Comments