بسم اللہ الرحمن الرحیم
اسلام علیکم
صلی اللہ علیہہ وسلم
استخارہ
Istikhara |
Istikhara in hindi/urdu
Istikhara kia hai aur q kia jata ha
Istikhara sunat-e-rasool ha aur ye is liye kia jata ha k agher kisi kam ma dushwari paish a rahi ho to ya aur wo kam na ho raha ho to istikhara kia jay to wo kam ho jata ha. Ham ap ko mukamal istikhara ka tarika bataye gai ap khud abisyikhara ker sakte hai inshallah zaroor ap ka kam ho jay ga. Kam koi bhi ho men pasend shadi ya karobari bandish ya ghar k larae jagray inshallah seb theek ho jay ga.
Istikhara ka mukamal tarika
Istikhara karne k lia seb se pehle ap ka yaqeen pukhta hona chahiye k allah k hukam se ye kam ho jay ga jis k liye istikhara kia ja raha ha. Aur istikhara us inan ko khud kerna chahiye jis ka kam ha.
Iskhara kerne se pehle do rakat namaz perh li jay us k bad 1 dafa darood-e-ibraheem perh lia jay au us k bad ye duae istikhara
3 mertba perh lay phir 1 dafa darood-e-ibraheem perh lay aur apne maqsad k lia dua karhe bas ye istikhara ho gia ye isti khara us din tak kerna hai jab tak kam na ho jay
Dua istikhara |
0 Comments