بسم اللہ الرحمن الرحیم
اسلام علیکم
صلی اللہ علیہہ واسلم

Karobar ma kamyabi ki 100% zamanet

Business ideas

Agher ap apne karobar ko asman ki bulandiyo per ly k jana chahte hai to ap kuch in bato per amal ker ly inahallah  100% ap ka karobare kamyab ho gay ga ap apne karobar ma allah ko apna partner bana le aur phir dekhiye ap ka ka krobar dinno ma tareki kare ga ham ap ko kuch kamyab tareen karobar kerne wale logo ki misaale daite hai

1:Malik riaz

Ye insan is time pakistan k pehle 5 ameer seb se ziada paise wale logo ma se hai ye pehle 1 chote se thekedar hote they aur is time aisia ki seb se bari housing sceem k malik hai  is time in ki net worth 3000 arb doller ha ye kitni bari rakam ha is cheese ka andaza ap is se laga sakte hai is time pakistan ka total bajet 5000 arb dollar ha kuch dair pehle un k kilaf supreame kot ma khaternaq case chel rahe they sari government aur siyasi jamate in k khilaf thi aur phir bhi itminan se baithe hoa they to 1 anker ne in se pucha k ap is halat ma bhi itminan se baithe hoa hai to inho ne jawab diya k agher ye seb mil bhi jay to bhi mera kuch nehi bighar sakte q k maire her business ma allah hisedar hai aur allah kabhi apna nuqsan nehi hone de ga.
Ma jeb bhi koi business shuroo karta ho to allah ko is ma partner zaroor rakhta ha.
Is misaal bhari aur kiya ho sakta ha.

2: Junaid jamshed

Ap junaid jamshed ki hi misaal le le inho ne kapre k karobaar shuroo kia tha to inhe nakami ka samna kerna para inho ne kisi allah wale se rabta kiya to us ne bhi ye hi mashwara dia k ap apne karobaar ma allah ko partner bana lo inshallah karobar zaroor chale ga unho ne aisa hi kia  aur aur jo bachat thi us ma se kuch % allah ki rah ma dena shuroo ker dia thori dai baad in ka  karobaar bohat uper chala gia. Pehle ya bachat ma kuch % allah ki rah ma daite they to ab inho ne apne sari sail ma se utne % daina shuroo ker diya in karobaar National se international level per agia agher ap bhi  chahte hai k hamarabhi karobaar kabyaab tareen karobaaro ma shamal ho jae to P bbi ye formula try kare inshallah zaroor kamyabi mile gi.